| |
|
| |
Jun 24, 2007 7:53 am |
|
re: re: Which song is your mood right now? |
Aditya Seth
| |
Pyaar kar ke pachtaya - Pyar ke Side Effects
O pappe pyaar kar ke O rabba main pyaar kar ke pachtaya O rabba pyaar kar ke O pappe main pyaar kar ke pachtaya
Main vi socha ek akela main rahoonga kitna re Dil kabootar ud gaya mera dekh ke tera chikna ve Phitte mooh Phitte Mooh Phitte mooh Dil ne bura vasdaya O pappe pyaar kar ke O rabba main pyaar kar ke pachtaya O rabba pyaar kar ke O pappe main pyaar kar ke pachtaya
Sher sa tan ke tha jeeta, Yaar mere menu kende cheetah Woh ab soorpnakha lagdi hai Jo pehle lagdi si seeta Apne ghar mein qaid hua to Yeh samajh mein aaya hai Mein jisse bulbul samjha woh aise yaad ka saaya Ke zinda koi nahi bach paaya O pappe pyaar kar ke O rabba main pyaar kar ke pachtaya O rabba pyaar kar ke O pappe main pyaar kar ke pachtaya
Dil da kamra jad si khaali Roz gaunda rehaa qawwali ek haath se hi bajti thi kitne taal mein meri taali Ab gali sunti hai saari shor aaisa chaaya hai Usne ghar vich aake mera aisa band bajaya ki mujhpe hasta hai mera saaya O pappe pyaar kar ke O rabba main pyaar kar ke pachtaya O rabba pyaar kar ke O pappe main pyaar kar ke pachtayaPrivate Reply to Aditya Seth (new win) |
|
| |
|